Lewati ke konten utama
Lirik lagu

Aankhon Se Tune 2.0

Dev Negi , Palak Muchhal , Kumar Sanu , Alka Yagnik , Mohsin Shaikh

Pehli nazar mein
Tumko yaara apna maan liya
Tu jo nahi toh kuch nahi hai
Ab yeh jaan liya

Saansein jalne lagi
Rooh tadapne lagi
Tu bhi ruk sa gaya
Main bhi tham si gayi
Chhaa raha hai yeh kaisa nasha

Aankhon se tune yeh kya keh diya
Dil yeh deewana dhadkane laga
Tanhai mein hum mile iss tarah
Baarish mein shola bhadakne laga

Tu tadapne laga main machalne lagi
Boond tan PE giri jaan machalne lagi
Chha raha hai ajab sa nasha
Aankhon se tune yeh kya keh diya
Dil yeh deewana dhadkane laga

Thodi sardi bhi hai
Thodi garmi bhi hai
Thodi hai bebasi
Thodi marzi bhi hai

Aise mein hum bhala
Kya kare tu bata
Jo bhi hota hai woh
Hone de dilruba

Aankhon se tune yeh kya keh diya
Dil yeh deewana dhadkane laga
Tanhai mein hum mile is tarah
Baarish mein shola bhadakne laga